aate jaate haste gaate – Maine pyaar kiya

April 17th, 2010  |  Published in Hindi songs








aate jaate haste gaate
socha thha maine mann mein kai baar
woh pehli nazar, halka sa asar
karta hain kyun is dol ko bekraar?

ruk ke chalna, chalke rukna
na jaane hain tumhein hain kis ka intezaar
tera woh yakeen, kahi main to nahi?
lagta hain yahi kyun mujhko baar baar

yahi sach hain, shayad maine pyaar kiya
haan haan tumse maine pyaar kiya

aate jaate haste gaate
socha thha maine mann mein kai baar
hothon ki kali, kuch aur khili
yeh dil pe hua hain kiska ibtehaar

tum kaun ho, batla to do
kyun karne lagi main tumpe aitbaar
khamoosh rahu, ya main kehdu?
ya karlu main chupke se yeh sweekaar

yahi sach hain ,shayad maine pyaar kiya
haan haan tumse maine pyaar kiya

Subscribe

Get articles in your inbox.

Enter your email address:

Join Us

Twitter Chatter


Recommendations

Archives

Categories