Maut To Ek Pal Hain

June 13th, 2009  |  Published in Famous Dialogues








anand

kya farak hain 70 saal aur 6 mahine mein

maut to ek pal hain babumoshai

aane waale 6 mahino mein jo laakho pal main jeene waala hun uska kya hoga

babumoshai zindagi badi honi chahiye lambi nahi

hadd kar di

maut ke darr se agar jeena chhod diya

to maut kise kahte hain

babumoshai jab tak zinda hun tab tak mara nahi

jab mar gaya saala main hi nahi

to phir darr kis baat kaa.

ae babumoshai apni zindagi badi hain

lekin waqt bahut kam hain isliye jaldi jaldi jina padta hain

har kaam ki jaldi

 

Subscribe

Get articles in your inbox.

Enter your email address:

Join Us

Twitter Chatter


Recommendations

Archives

Categories