Huzoor is kadar bhin na itra ke chaliye – 2
Khule aam aanchal na lehra ke chaliye
Huzoor is kadar bhin na itra ke chaliye
Khule aam aanchal na lehra ke chaliye
Huzoor is kadar bhin na itra ke chaliye
Koi manchala gar pakad lega aanchal
Aaaa koi manchala gar pakad lega aanchal
zara sochiye aap kya kijiye
Laga de agar bhadke zulfon mein kaliya – 2
To kya apni zulfein jhatak dijiyega
Huzoor is kadar bhin na itra ke chaliye
Khule aam aanchal na lehra ke chaliye
Huzoor is kadar bhin na itra ke chaliye
Bahut khoobsurat hain har baat lekin – 2
Agar dil bhin hota to kya baat hoti
Likhi jaati phir daastaan-e-mohabbat – 2
Ek afsaane jaisi mulaqaat hoti
(Huzoor is kadar bhin na itra ke chaliye
Khule aam aanchal na lehra ke chaliye) – 2
Huzoor is kadar bhin na itra ke chaliye
Movie – Masoom (1983)
Music Director – R.D. Burman
Singer – Bhupinder, Suresh Wadkar
Artist – Naseeruddin shah, Shabana Azmi, Supriya Pathak, Saeed Jaffery, Jugal Hansraj, Urmila Matondkar