ho oo ho ooo
ho ho ho hoooo hooo
sandeshe aate hain
hamein tadpaate hain
woh chitti aati hain
woh puche jaati hain
ke ghar kab aaoge
ke ghar kab aaoge
likho kab aaoge
ke tum bin yeh ghar suna suna hain
sandeshe aate hain
hamein tadpaate hain
woh chitti aati hain
woh puche jaati hain
ke ghar kab aaoge
ke ghar kab aaoge
likho kab aaoge
ke tum bin yeh ghar suna suna hain
kisi dil waali ne
kisi matwaali ne
hamein khat likha hain
yeh humse pucha hain
kisi ki saanso ne
kisi ki dhadkan ne
kisi ki chudi ne
kisi ke kangan ne
kisi ke kajre ne
kisi ke gajre ne
mahakati subhao ne
machalati shaamo ne
akeli raaton ne
adhuri baaton ne
tarasti baahon ne
aur pucha hain tarsi nighaaon ne
ke ghar kab aaoge
ke ghar kab aaoge
likho kab aaoge
ke tum bin yeh dil suna suna hain
sandeshe aate hain
hamein tadpaate hain
woh chitti aati hain
woh puche jaati hain
ke ghar kab aaoge
ke ghar kab aaoge
likho kab aaoge
ke tum bin yeh ghar suna suna hain
mohabat waalo ne
hamare yaaron ne
hamein yeh likha hain
yeh humse pucha hain
hamare gaon ne
aam ki chaav ne
purane peepal ne
baraste baadal ne
khet khaliyano ne
hare madano ne
basanti belo ne
jhumti belo ne
lachakte jhulo ne
bahakte phoolon ne
kasakti kaliyon ne
aur pucha hain
gaon ke galiyo ne
ke ghar kab aaoge
ke ghar kab aaoge
likho kab aaoge
ke tum bin gaon suna suna hain
kabhi ek mamta ki
pyaar ki ganga ki
woh chitthi aati hain
saath woh laati hain
mere din bachpan ke
khel woh aangan ke
woh saaya aanchal ka
woh tika kaajal ka
woh lori raaton mein
woh narmi haaton mein
woh chaahat aankho mein
woh chinta baaton mein
bigadba upar se
mohabat andar se
kare woh devi mein
yahi har khat mein
puche meri maa
ke ghar kab aaoge
ke ghar kab aaoge
likho kab aaoge
ke tum bin aangan suna suna hain
sandeshe aate hain
hamein tadpaate hain
woh chitti aati hain
woh puche jaati hain
ke ghar kab aaoge
ke ghar kab aaoge
likho kab aaoge
ke tum bin yeh ghar suna suna hain
Movie : Border
Singers: Sonu Nigam & Roop Kumar Rathore