aapko dekhkar dekhta reh gaya

September 1st, 2009  |  Published in Gazals








aapko dekhkar dekhta reh gaya
aapko dekhkar dekhta reh gaya 

kya kahu aur kahne ko kya reh gaya
aapko dekhkar dekhta reh gaya
 
unki aankhon se kaise chalakne laga
unki aankhon se kaise chalakne laga
mere hothon pe jo maajra reh gaya
mere hothon pe jo maajra reh gaya

aapko dekhkar dekhta reh gaya 

aise bichde sabhi raat ke maud par
aise bichde sabhi raat ke maud par
aakhiri humsafar raasta reh gaya
aakhiri humsafar raasta reh gaya

aapko dekhkar dekhta reh gaya
 
soch kar aao hue tamanna hain yeh
soch kar aao hue tamanna hain yeh
jaaneman jo yaha reh gaya reh gaya
jaaneman jo yaha reh gaya reh gaya

aapko dekhkar dekhta reh gaya
aapko dekhkar dekhta reh gaya

Subscribe

Get articles in your inbox.

Enter your email address:

Join Us

Twitter Chatter


Recommendations

Archives

Categories