tere aane ki jab khabar mahke

September 1st, 2009  |  Published in Gazals








tere aane ki jab khabar mahke
tere aane ki jab khabar mahke
teri khushboo se saara ghar mahke

tere aane ki jab khabar mahke
teri khushboo se saara ghar mahke
 
shaam mahke tere tasaburr se
shaam mahke tere tasaburr se
shaam ke baad phir sahar mahke
shaam ke baad phir sahar mahke
 
tere aane ki jab khabar mahke
teri khushboo se saara ghar mahke
 
raat bhar sochta raha tujhko
raat bhar sochta raha tujhko
zahn-o-dil mere raat bhar mahke
zahn-o-dil mere raat bhar mahke

tere aane ki jab khabar mahke
teri khushboo se saara ghar mahke
 
yaad aaye to dil munavar ho
yaad aaye to dil munavar ho
deed ho jaaye to najar mahke
deed ho jaaye to najar mahke
 
tere aane ki jab khabar mahke
teri khushboo se saara ghar mahke
 
woh ghadi-do-ghadi jaha baithe
woh ghadi-do-ghadi jaha baithe
woh zameen mahke woh sajar mahke
woh zameen mahke woh sajar mahke
 
tere aane ki jab khabar mahke
teri khushboo se saara ghar mahke

Subscribe

Get articles in your inbox.

Enter your email address:

Join Us

Twitter Chatter


Recommendations

Archives

Categories